Friday 12 September 2014

Desh Bhakti Poems on Republic Day

Na thi kisi ki himmat koi aankh na dikhata tha
Ab kaha chali gyi hain humari androoni shakti
Gila sikhwa dur kar prem ka ban chalana hoga
Yahi pegaam hume pahuchana hoga basto basti
Hume humare desh ko wahi esthan dilana hoga
Humare mein hi hain humare desh ki shakti
Hum mein hi hai humare rashtra ki shakti
Humari desh bhakti hi hain humari shakti

No comments:

Post a Comment